Thursday, 23 February 2012

sabne kaha tum me pehli jaisi baat nahi....
maine kaha zindagi me uska sath nahi....
sabne kaha ab bhi kisiki aankho me doob skte ho....
maine kaha ab kisiki ankho me wo baat nahi....
sabne kaha kyun itna toot kr chaha usse??
maine kaha insaan hun pathar nahi...
sabne kaha kya bewafa hai wo?????
maine kaha mujhe ab wafa ki talash nahi.....
sabne kaha bhul ja usse.....
maine kaha WO  HAQIQAT  HAI  KOI  KHWAB  NAHI.........

No comments:

Post a Comment