zindagi nahi rukti sab kho jane sse
par bahut kuch sikha deti hai uske jaane se...
har kuch bahut jaruri hai mere siwa
har koi jee leta hai kis khas k bina...
bahut sambhal k iss bar humne wo moti piroye the
hume kya pata tha wo moti hi paraye the
k kaash hume pehle maloom hota
to aaj wo mala hamare naam hota
wo mehnat wo waqt na laut k aayega
par jis sabak se hume wakif hue
wo na fir kisi pe bahora krna sikhayege...
k kayi baar humne koshish ki k purani baat bhul jaye
wo sari chah bhuljaye wo sare armaan bhul jayee
k wo din aaj bhi yaad aata hai hume
jab hum sath kal piroya karte the
jab khud ko duniya me auro se behtar bataya krte the
par jab aaj khud ko aaiyne me dekhta hu to
unhi k jaise hai unhi k tarah bheed me akele hai...
No comments:
Post a Comment